Top 10 Famous Naats Copied From Bollywood Songs (Hindi & Urdu)



Asslam o Alekum Dosto…! Humari Aaj ki Video Bollywood se Dhunen Chori karke banaye gye Naaton par mabni hai, Dosto Naat ya Hamd wo Pakeeza kalam hai ke jis main koi banda apne Nabi PBUH ya phir apne rab ki tareefen bayan karta hai lekin Daulat ke kuch Pujari raton raat shohrat pane ke liye kuch aise ganon ka sahara lete hain jin ki Dhunen awam o khawas main pehle hi maqbool ho chuki hoti hain, Dosto ye Shadeed bay hurmati se bhara ek amal hai, jo Logon ke zehen ko muntashir karne ka sabab banta hai… humari is list main bare bare naat khwan hazrat jese amjad farid sabri, Owais raza qadri aur tahir qadri jese logon ke naam bhi shamil hain….

ˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍ

Copyright Disclaimer Under Section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for “fair use” for purposes such as criticism, comment, news reporting, teaching, scholarship, and research. Fair use is a use permitted by copyright statute that might otherwise be infringing. Non-profit, educational or personal use tips the balance in favor of fair use.
ˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍˍ

source

Loading